heavenfasad.blogg.se

Sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3
Sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3









sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3

ham hi shiv ki shaktiya hai.shiv ko islam darma wale ALLAH NOOR HAI kahata hai,noor arthat jyotir swarupam.

sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3 sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3

shiv ne hi amaar katha sunai thi hum shabi parvatiyo ko keval ek ko nahi. nar ko narayan banane wala shiv hi ek rachaita hai.satya yog me 33 karod devi devta ka gayan bhi hai. kahate bhi hai easa karni karo to nar se narayan ho jaye. arthat har atma ko devta banane wala bhi shiv hi hai. shiv patit pavan hai jo patito ko pavan banakar mukti, jivan mukti deta hai.Hum bramha devtai naama, krushna devtai naamha ,vishnu devtai naamha kahte hai.parantu shiv parmatmai naamha or naamha shivai kahate hai. arthat atma ka yog parmatma se lagaya jata jai.jise ham electical connection battri se jodkar charge karte hai thik usi prakar atmaka jod parmatma shiv se jodna chahiye arthat har karma karte huye unhe yaad karte raho to karma yogi ban jayenge aur hamare pichale janam ke paap bhasma honge. unko sharir nahi hone se hum puja kaise kare. vahi ek rachita hai hum sab unki rachana hai.vahi sab atmaoko mukti jivanmukti dene wala hai esliye unhe kalo ka kaal maha kaal bhi kahte hai. koi use prem se mukteshwar bhi kahate hai. agar vahi janma mrutyu ke chakkar me aaye to hame es bandhanose koun chudayega.shiv guru esliye hai. vah janma mrutyu ke chakkar me nahi aate.

sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3

shiv ko vedo ne jyotir swarupam kaha hai. shiv ko sabhi dharma wale apratksha rup se sabhi mante hai. esliye unhe sada shiv kahate hai unka naam nahi badalta hai.Hame un ko bhagwan kahana chahiye jinko shabhi dharma wale mante ho. janma mrutyu ke chakkar me nahi aate.agar wo aate to hum atmaoko janma mrutyu ke bandhano se koun chudate. sabhi jeev punar janma lete hai par shiv ajanma hai. Shiv arthat kalyankari sab ka kalyan karne wala.











Sudhanshuji maharaj bhajan om namah shivaya mp3